Footer Credit Remove Code Blogger

Footer Credit Remove Code Blogger

 

Follow 3 Step : 👇

1. Apni blogger website me ana hai our fir Theme ke option per click Karen. jaisa ki image me yellow Arrow dikhaya gaya hai aur FIR customise ke bagal me Jo button diya hai us per click karna hai jaisa ki image me Black Arrow dikhaya gaya hai.


2. FIR sabse niche jakar footer credit area dhundhna hai. Uske upar container row action hoga .
Container row ke niche hamara code no. 1 dalna hai aur code no. 1 Ke niche code no. 2 dalna hai. Uske bad jaisa ki upar image me footer credit area me sabse niche 
</div> likha hai uske upar code no. 3 dale.

Last me sev kar den niche sev ka option aata Hai. 

Note : Teenon code niche Milenge Jise aap download bhi kar sakte hain aur dekh bhi sakte hain. Code no. 1 me apni website ka url dalna hoga aur apni website ka naam dalna hoga. Kuchh bhi samajh Na aaye To Video dekh lena. 


3. Watch 📸👇


Footer Credit Remove HTML Code 🖇️👇 

Link 🔗

View Code 👇


Post a Comment

Previous Next

نموذج الاتصال