Kisi Bhi Bank Ka Swift Kaise Pata Karen?
Aaj ke digital zamane me,international transactions karna bahut aasaan ho gaya hai. Lekin, iske liye aapko bank ka SWIFT code pata hona chahiye. SWIFT code (Society for Worldwide Interbank Financial Telecommunication) ek unique identifier hota hai jo banks aur financial institutions ko globally identify karta hai. Chaliye, jaante hain ki kisi bhi bank ka SWIFT code kaise pata kare
Step 1.
Niche diye Gaye link per click Karen. Aapko 2 options dikhai denge. Check swift code & find swift code.
Step 2.
Find swift code par click Karen. Iske bad apni country select Karen FIR Apne Bank ka naam likhen. Phir Apni City yani ki jila select Karen. Iske bad find swift code per click Karen. Aapke samne aapke City ke yani ki jile ke sabhi Bank ka swift code a jaega yadi aapka Bank najar a raha hai to uska swift code use kare nahi To sabse upar jis Bank ka swift code aaya Hai uska use kar sakte ho koi dikkat nahin Hai.
Step 3.
Yadi aapke Bank ka swift code najar nahin a raha hai. To sabse upar aap ki City ki yani ki jile ki jis bhi Bank ka swift code najar a raha hai aap uska Bhi swift code use kar sakte hain.
Swift Code
VIEW NOW